"Daag ansuon se dhoye hain,
Jab bhi tanha huye hain roye hain,
Dil mein kyonkar na uge yaad teri,
Dil mein tere hi khawab boye hain"
"Ab umar ho gayi hai dil ki kitaab mein,
kuch khusk paton ke siva kuch nahin raha,
Zazbaat tamaam kho gaye lamhon ki dhool mein,
ab dil mein dharkanon ke siva kuch nahi raha"
"Log kahtey hain ki ladkiyan zindagi hoti hain maut nahi,
Magar voh kya jane ki dhoka bhi zindagi deti hai maut nahi"
"Sitaron se agey jahan aur bhi hein,
Abhi Mohabbat k imthan aur bhi hein,
Tum hi nehi jalatey mere dil ko,
College mein Ladkiyan aur bhi hein"
"Sabne kaha Dosti ek Dard hai,
Humne kaha Dard kabool hai,
Subne kaha is Dard ke saath Jee na Paogay,
Humne kaha teri Dosti ki saath Marna kabool hai"
"Kasur na unka hai na mera,
Hum dono hi rishton ki rasmein nibhate rahe,
Woh dosti ka ehsaas jatate rahe,
Hum mohabbat ko dil mein chupate rahe."
"Mombati ke andar ka dhaga bola,
Main jalta hoon to tu kyon pighalti hai?
Mombati boli, Jisko dil mein jagah di woh bichade ti aansoo to niklenge hi."
"Chaahat tab taq barqaraar rahati hai,
jub taq jis cheezko chaha woh nahi milta,
Isiliye to tujhe paane se darta hoon,
ki kahi tuje paate hi meri yeh chahat na mit jaaye..."
"Chale gaye ho dur kuch pal ke liye,
Dur rehkar bhi karib ho har pal ke liye,
Kaise yaad na aaye aapki ek pal ke liye,
Jab dil me ho aap harpal ke liye".
" Ek jaam ulfat ke naam,
ek jaam mohabat ke naam.
Ek jaam wafa k naam,
puri botal bewafa ke naam,
Aur pura theka doston ke naam"
"Mein pucheya rab nu: Tu jag pyaar da vairi kyun bana chadya?
Rab hasseya te boleya: Tu kehra mere naal changi kiti hai. Tu v taan yaar nu rab bana chadeya"
Khushi:
"Woh Pari Jo Meelon Door Hai
Jis KI Yaad Say Dil Noor Noor Hai
Janta Hoon Har Soorat Woh Ghair Hai
Phir Bhi Us Ki Aarzoo Zaroor Hai"
"Khud Ko Khud Ki Khabar Na Lagay
Koi Achha Bhi Is Qadar Na Lagay
Aap Ko Dekha Hai Bas Us Nazar Say
Jis Nazar Say Aap Ko Nazar Na Lagay"
"Najre Jhuki to Paimane bane,
Dil tute to Maikhane bane,
Kuch to jaroor khas hai aap mein..
Hum yoon hi nahi aapke Diwane Bane..."
"Muskan tere honto se kahi jaye na
aansoo tere palko pe kabhi aaye na
pura ho tera har khwab
aur jo pura na ho woh khwab kabhi aaye na"
"Woh Pari Jo Meelon Door Hai
Jis KI Yaad Say Dil Noor Noor Hai
Janta Hoon Har Soorat Woh Ghair Hai
Phir Bhi Us Ki Aarzoo Zaroor Hai"
"Khud Ko Khud Ki Khabar Na Lagay
Koi Achha Bhi Is Qadar Na Lagay
Aap Ko Dekha Hai Bas Us Nazar Say
Jis Nazar Say Aap Ko Nazar Na Lagay"
"Kitnon ki takdeer badlni hai tumhe,
Kitnon ko raston pe lana hai tumhe,
Apni haat ki lakiron ko mat dekho,
In lakiron se aage jana hai tumhe."
"Hame pataa hai Aap bahut Bizzy hain,
Zyaada nahi par thode se crazzy hain.
Maana ke milna bahut mushkil hai,
Par mobile pe sms karna to bahut Eazzy hai!"
"Dil ke zhakhmon Ko unse chupana pada,
Palkein bhigi thi par muskrana pada,
Kaise ulte hain mohabbat ke yeh riwaaz?
Ruthna chahte thay hum par unko manana pada."
"Yadein wo nahi jo tanhai me aati hain,
Yadein wo nahi jo tanhai me aati hain,
Yadein wo hain jo BHEED mein TANHA kar jati hain."
"Wo chand jaise aasman me chamakte rahe.
Hum raat bhar unki chamak me khoye rahe.
Jaante hain kabhi na paa sakenge unhe.
Phir bhi har duaa mein unhi ko mangte rahe."
"Jane kis baat ki mujh ko saza deta hai,
Meri hasti hui ankhon ko rula deta hai.
Ek muddat se khabar bhi nahi teri,
Koi is tarah bhi kya apne dost ko bhula deta hai."
"Har rishta mila virasat mein,
phir dosti alag se kyon banai hai,
Kyunki baki rishte banaye thay khuda ne,
aur dosti khud khuda ki parchai hai."
"Cool Duniya mein reh ke sapno me kho jao,
Kisi ko apna bana lo ya kisi ke ho jao,
Agar kuchh bhi nahi ho,
To phir se takiya lo aur so jao!"
"Hamne jo banaye rishte kaise kaise ho gaye,
Kabhi apke dost thay,ab aise vaise ho gaye,
Agar abhi aapne sms na bheje,
to hum Samjhenge dost se pyare paise ho gaye."
"Dosti shayad zindagi hoti hai,
Jo har dil mein basi hoti hai,
Waise to jee lete hain sabi akele magar,
Phir bhi zarurat inki har kisi ko hoti hai."
"kasoor na unka tha na hamara,
hum dono hi rishto ki rasam nibhate rahe,
woh dosti ka ehsaas jatate rahe,
hum mohabbat ko dil me chhupate rahe."
"Nazar tumhari, Nazar hamari,
Nazar ne dil ki nazar utari,
Nazar ne dekha nazar ko aise,
ki nazar dosti ko lage na hamari."
"is kadar hamari chahat ka imtihan na lijiye.
Kyu ho humse khafa, bayan to kijiye,
Kar dijiye maaf agar ho gaye humse khata,
Yu yaad na karke saza na dijiye."
"Rishton ki ye duniye hai niraali,
Sab riston se pyaari hai dosti tumhaar! i.
Manzoor hai aansu bhi aakho mein hamaree,
Agar aa jaaye muskaan hont pe tumahari."
"Duriyon ki na parwah kiya kijiye,
dil jab bhi pukare bula lijiye,
hum door jyaada nahi aapse,
bas apni aankhon ko palko se mila lijiye."
"Waqt ne sari kahani hi badal dali,
pyar ka naam jo aata hai to dar lagta hai,
zakham kuch aise bhi apno ne diye hai mujhko,
ab koi haath milata hai to dar lagta hai,"
"Na kabhi muskurahat aapke hoton se dur ho,
aapki har khwahish hakikat me manzur ho,
ho jaye jo aap humse khafa,
khuda na kare humse kabhi aisa kasoor ho"
"Badi asaani se dil lgaaye jaate hain
par badi mushkil se waade nibhaye jaate hain
le jaati hai mohabbat un raaho par
jaha diye nahi dil jalaaye jaate hain "
"Phool khilte rahein zindgi ki raah mein
hassi chamakti rahe aapki nigaah mein
kadam kadam par mile khushi ki bhaar aapko
dil deta hai yehi dua baar-baar aapko"
"Humse door jayoge kaise,
Dil se hume bhulayoge kaise,
Hum to vo khusboo hain jo aapki saanso mein baste hain,
Khud ki saanso ko rok payoge kaise "
"Yaad karte hai tumhe tanhai mein,
dil dooba hai gamo ki gehrai mein,
hume mat dhoondna duniya ki bhid mein,
hum millenge tumhe tumhari parchaai mein"
"Jub khamosh aankho se bat hoti hai
aise hi mohabbat ki suruwat hoti hai
tumhare hi khayalo mein khoye rehte hain p
ata nahi kab din kab raat hoti hai"
"Khubsurat hai zindagi khwaab ki tarah,
jaane kab tut jaye kanch ki tarah ,
kisi mod pe mulakat ho gai hamari to
ankhen mat modna anjano ki tarah"
"Khud ko khud ki khabar na lage,
koi achha b is kadar na lage,a
ap ko dekha hai bas us nazar se,
jis nazar se aap ko nazar na lage... "
"Khamosh raat ke pehalu me sitare nahi hote,
in rukhi aankho me rangin nazare na hote...
Ham bhi na karte parwah
agar aap itne pyare na hote.. "
"Dil ko adat si ho gai he chot khane ki,
bhigi palko ke sang muskrane ki,
kash anjam hum pehle se jaan jate,
to kosish bhi nahi karte dil lagane ki. "
"Zuban hi sirf ek zaria nahi,
jo aap shabdon ko samajh paayenge.
kabhi aankhon mein jhaank kar dekhiye,
hazaro alfaz khud b khud bikhar jayenge."
"Zindagi main kabhi gum hai to kabhi khushi,
kabhi hasaati hai to kabhi rulati hai.
khud se jyada kisi pe bharosa mat karna,
kyon ki andhere main to parchai bhi saat chod jaati
hai.. "
"Aapki muskan hamari kamjori hai,
Keh na pana hamari majburi hai,
Aap kyon nahin samajhte is khamoshi ko,
Kya khamoshi ko zuban dena jaruri hai? "
"Bhoolneki tujhe najane hum kitne vade karte hain,
Kaise bhoolu tujhe,yeh sochker tume yaad karte hain,
Jab bhi hota hai zikr zamane mein pyar aur wafaa ki,
To tumhe bewafa ke bahane yaad karte hain "
"Vo maut badi suhani hogi...
jo dosti me tumhari ani hogi...
ye wada raha...tumse pehle hum jayege...
tumhare swagat ki rasm waha bhi nibhani
hogi...!!! "
THANK YOU!!!!!!!!!!!!!
No comments:
Post a Comment
If you like this article, please share with your friends and/or comment or suggest us on the box below. Thank you